Question :

Asalam o Alaikum. Sir mera question yeh hai k meray father ki 2 marriages thi. First wife se 1 brother or 2 sisters or second wife se b 1 brother 2 sisters.
2010 mein first wife ki death ho gayi or woh apni property ka maximum hisa 1 beti ko tamleek kar di. Phr wohi property us beti ne apnay father ko tamleek kar di or father ne woh sari property 1 betay ko. 2013 mein father ki death b ho gayi hai or ab 2017 mein baki bachay father se 1 betay ko tamleek ki gayi property ko challenge krna chahtay hain. Kindly guide karain k aisa koi law hai jis mein father 1 aulaad ko sari property tamleek kar skty hain ? Kyun jis lawyer k pass jatay hain woh different baat bataty hain. Koi kehta hai k 1 aulaad ko tamleek nahi ho skti or koi kehta hai k ho skti hai. Please guide

Answer:

  1. G , shari toor per unko aisa nahi krna chaye tha, lehaza aap is bina per iskso challenge ker sakti han,

Write a comment: