Hum 2 adult siblings hain.humare father ne sirf ik bhai ki education pe 80 lakh tak laga rahe hain jo k adult hai, aur meri education per kuch kharach nhi kia(max few thousands,) aur na hi mujhay kisi aur cheez k paise diye na meray pe koi kharcha kia. Kia father pe iske khilaf claim ban sakta hai because sharia mein aulaad mein nainsafi jaiz nhi hai? Please give legal advice if this case is possible?