Me From Karchi butt working in Dubai .Mane aik larki sa court marriage kya thah par ous ka original paper by force larki ka khandan na muj sa cheen laye theh .ab mare pass ous ki copy beeh nahi ha .larki ki maa aik jaga ous ka pahle beeh zabrdasti nikah karwa chuki ha waha sa mane lar kar chorwaya thah par ab aik our jaga ous ki maa na C kar laya ha.larki mare Haq ma bayan nahi da rahe ha par ma janta ho wo haram kaam kar rahe ha kahndan ka dar sa .wo ouse mar dane ki dahmkya date ha is laye wo haram kisi sa beeh jorne ko tayar ho jati ha.par ma court ma case karna chahta ho take kaam sa kaam ous ki Maa olte kamo sa roke ? par mujah samahj nahi arha ma kya karo can u plz guide me ? court marriage k hoty dosri jaga Nikah ho sakta ha ? ma dubai ma ho is laye mobile num pa sms recive ho sakta ha agar ap kahe tu ma dubai ka num beeh send kar deta ho ?
1 Comment
Gull Hassan Khan
05/11/2015
aik Nikkahk hoty hoe dosri jaga nikkah nae ho sakta, ager aisa ha or apki wife apka sath deny ko tyyaqr bhi nahi ha to to aap apni biwi k khilaf FIR krwa sakty han , behtar ha pahle aap apne documents k sath kisi alwyer sa mulaqat kar lain, ya haman docs email kar dain taky behtar mashwara dia jasaky. aap haman call kar saqkty ha ya email kar sakty han E-Mail: ghkmayo@paklawyer.com.
Write a comment: