Hum 2 behanain, aur 2bhai hai..walida hayat hai jab k walid ka inteqal abhi kuch arsay pehly hua hai .mera bara bhai kehta hai k ghar ko rent pe dy do aur hum log kahin aur ja k kisi flat mai shift hojaty hai.meri ek behan zehni bemar hai.mujhay aur meri walida ko bhai par bharosa nahi hai.kahin aisa na ho k hum ghar khali karain aur woh ghar pe qabza kar le.ghar abhi b mery walid k naam hai.mujhay batain kia himain kahin aur shift hojana chahiye aur agar hum shift ho b jaein to aisa kia karain k ghar mai humara b share rahay aur bad mai hum prove kar sakain
1 Comment
Gull Hassan Khan
07/11/2015
G han , aisa mumkin ha ak aap ghar khali karian or woisy frikht kar day, sub sa pahle yea ghr apne name per transfer krwain taky ko akela na isy batch na saky. transfer of property sa pahle ghar khali krna apke liye nuksan deh ho sakta ha.
us ke baad app kraya per dena chahen to , kraya nama walida k name sa likhan or court ma rent controller k pass zaror register krwaen.
for more information contact us at ghkmayo@paklawyer.com
Write a comment: