Sir/madam,
Main POLICE department main CONSTABLE (BPS-07) pe hun. Main 31.12.2019 ka bharti hun. Main test and interview k lie education department main PST (BPS-12) pe apply kar k lieNOC ki darkhuast submit karai, to unhun ne mujhe pe darjzail sharait pe NOC jari karne ka hukam kia hai jo k rules and regulations main nahin hai.
—> 6 months ki salary jo duran e training li hai. Jo keh andazan Rs.250,000 bante hn.
—-> training charges Rs. 90,000 se 100,000.
—-> 2 months k salary aur bhi jo keh Rs.70000 banti hai.
Ab kia kya jae. Itni zyada raqam main to ni bhar sakta. Aur udhar PST-12 pe apply karna bhi lazmi hai. Is main meri rehnumai karen.
03489107760
Write a comment: