Question :

Aoa sir muje apsy ek ghr jo 16 mrly ka h us ma ma apni grandmother or mother k sath rehti hun or mery ek mamu b rehty hn but ye ghr kisi k nam nhi ha hm sb is ma bht salon se rh rhy hn pak ki azadi k waqt se meri grandmother ye ghr meri mother ko dena chahti hn but mamu esa nhi chahty ye ghr meri mother k nam hoskta h ya nhi r hmari 10 acre ki property b mamu ne dhoky se le li thi jis ma se wo kisi ko be unka hisa nhi de rhy hn hm legaly kesy apni property un se le skty hn.

Answer:

  1. Ghar per jis ka qabza ha wo he iska malik ha. or waha rehny wale sub baraber k hissa dar han ager kisi aik k name per malkiat nahi ha to. ager koe jaidad dhaoka faraud sa haisl ke gaye ha to uske khilaf aap police ma FIR daraj kra sakti ya phr civil court ma case file ker sakti han , behtar apne documents k sath kis wakeel sa rabta karan take apko behtar mashwara dia ja saky.

Write a comment: