Qanoni toor per Talaq k liye union council ma notice bhejna zarori ha, jo k notice k 90 din k andar maslehat nakaam hone ke soraat ma talaq certificate jaari krne k paband hoga. Talq certificate jari hone per he taalq qanonan smjhe jae gee.
sharae toor per 3 notice per talaq ho jate ha lakin behtar ha is k liye aap kisi aalme deen sa rabta karan.
Jase k pahle btya k shariat ka masla paochne k liye kisi Aalam sa consult karan, Qanoonka apna tareeka ha , 3 dafa talaq ko qanoon bhi manta ha , lakinis ko zaabty ma lane ka aik procedure ha , wo pora krna laazmi ha ,
2 Comments
Gull Hassan Khan
26/11/2016

23/12/2016
Jase k pahle btya k shariat ka masla paochne k liye kisi Aalam sa consult karan, Qanoonka apna tareeka ha , 3 dafa talaq ko qanoon bhi manta ha , lakinis ko zaabty ma lane ka aik procedure ha , wo pora krna laazmi ha ,
Write a comment: