Question :

dear sir, i hve submiited my case for confiscation of biana amont where i hve sent notice to the buyer as he was unable to pay plot amnt to me within the stipulated period as agreed that all dues will be paid by me ” urdu ma ” k tamaam wajbaat fateeq doem yani khreedar ke zamindari ho ge, ab us nau yeh plea lee k mujay property k k paper nahee diyee, jab sale ke baat hoe to us nay zabaani be aur apbay office k letter pad per likh diya k tammam eajbaat bazima Purchaser hongay, ab ulta wo kehta ha ka selker nay paper nahee diyayee Jo k wo jhot bol raha ha, ma nay us ko 20 k kareeb mob msg kiyayee k time over ho gaya ha ap ap payment kayun nahee kartay, laikn wo kisi ka jaeab nahee dayta tha, jis say zaahir hota ha k wo payment ko jaan bhoj kr delay kar raha tha k agr ma court jaon to yeh plea lay kr case ki indiffinit period tak court may he rakhun, ap mujay advise karay k ma kiya kr sakta hun, msg ma nay mobile say print kara liyayee han, kiya yeh msgs ma as proof court may day sakta hun k buyer na kisi jaeabi msg ma aisee koi plea nahee lee, kiya us ka biana confiscate aur case mayray haq ma ho sakta ha, kayun k wo ghalt baat kr raha ha, us ko sb baat ka pata ha, us nay in writing tamam wajbaat ke responsibility lee ha, pl advise what i can do to negate his claim as i hve his writing that ” wo tamaam wajbaat khud day ga. ab wo ulta mujay possession letter ka keh raha ha, us nay kaha k sb wajbaat khud doonga. kaleem

Answer:

  1. Written agreement mojod ha, to uske mutabk faisal hoga. . dono parties agreement ke paband han.

Write a comment: