Question :

AOL Sir mera sawal yeh ha k…
bahi ki death k bad, (bahi sarkari officer tha aur check b bewa ko milna ha..)to kia qarza us ki bewa ya walid pr ada karna aaid hota ha…?

Answer:

  1. Qarz ke adaige mma sab warsan aise he hissa dar honge jase marne wali ke jaidad ma hissa dar han. yani sab warsan kp apne share ke mutabik qarz ada krna ho ga. Apki bhahbi sirf 1/8 hissa tak qarz wapis krni ke paband han.

    kia ya bank loan ha ya private. ?

Write a comment: