Question :

Sir/madam hm 4 behn bhai hain 2 behnen doctors hain aur bare bhai b in job hain . hamare father ne 40 saal ki umer mei a k hamari mother ko talaq de di hai aur ghar se nikal dia aur aik dosri aurat se shadi kr k use le.
ae . meri mother apna ghar lena chahti ha wapis . wo ghar mere father k hi naam hai . tu kia ab meri maa claim kr sakti hai us ghar k leay? Jahan puri zindagi guzari . ya meri maaa ka ab koi haq ni bnta kisi chez mein.

Answer:

  1. ghar wapis nae lia ja sakta.

    ager talaq certificate jari nae howa to apki mohter abi bhi legally wife han , or inki mojodgi ma dosri shahdi kar k aapke father na offence kia jis ke saza 2 saal or jurmana 5 lac Rs ham .. apki mother apne husband sa apna kharcha claim ker sakti han ,

    you may call for further consultation at 0321 4610092

Write a comment: