Question :

Ek wife ne Jo aub divorce hy. Es na jhta muqadma kiya hy k mahar main 500000 diya aur 10 toly sons. Jub k such yeh hy k 5000 mahar Jo Ada kar diya gya hy aur 3:50 sona diya .bachy es k pass hy bacho ka curch court ne 12000 band diya hy par woh phir bhi tang kar rahy hy . main apna self defance me se karo

Answer:

  1. jhota muqadama ager kar dia ha to aap preshan na hoon blke apna aik wakeel engage karan or us k mutabik case larain. jo kuch us na claim kia ha woo us ko sabit bhi krna pary ga. tab he case us k haq ma decree hoga warna nae.

Write a comment: