Question :

asalamu allaikum…ji yeh pochna the k women low mai jin bachi k baap ka nhi pata hota unkey birth certificate Kia maa k naam as issue hotey hai yaa Kia tariqa kaar hota hai plz rehunmaie kijiye shukriya

Answer:

  1. G< ab Nadra maa ko simple affidavit per her birth certificate jari ker deti ha , Maa chaye to baap ka name likhwa sakti ha warna mojoda DCO ka name baap k khane ma likha jata ha .

Write a comment: