sir property ka masla der paish hai wo ye ke mere abbo bohat bemar thay bad per thay mere abbo ne makan ammi ke naam ker tha (Gift) ker dya hai mere abbo ki death ho gai hai ab makan ammi ke naam hai ammi makan bach ker sab bahn bahiyun main taqseem kerna chahti hain meri 5 sister hain aur hum do bhai hain aur ammi kya tareqekar hoga koi kehta hay sab bahen bhaiyun ka baraber hissa hai koi kehta hai ke beton ka zyada aur betyun ka kum hai barai maherbani rehnumai fermain kya tareqe kar hoga bata dain ap ka bohat shukar guzar honga.
Thanks & regards,
Mohammad Rehan
Karachi.
Write a comment: