aslam alikum
sir hum jis ghar min rha rhein wo zamen batware ke time jab hindu chor kar chale ghin us par mare dada ke father ne qabza kar laya us time mare dada ke teen bahi b thae our ek bhan b bad main mare dada ka barhe bahi ne apne naame pe zamen karwale mare dada ke bare bhi beve our 2 bache the kuch arse min us ke bve our bache chal base us ke bhan us ke bache uske sath rahte the us zamane mi mare dada ke father ne zamen ke warast kar ke 4 hison min taqsem ke thi kuch arse k bad dada ke dosre number bhi ne apna hisa mare dada our us ka chote bahi ko bache kar gahon chala gaya ab us zamen par mare dada us ka chuta bhi our bara bhi our uske sath us ke bhn rhte the zamen ke 3 hise the waqt guzar ta gaya jab mare dada ke bare bahi bemar our us ke nazer chale gae tu mare dada ke chute bhi ke bate ne us ko kha banazer ke program k that jin afrad ka nazer nhi h un ko pase daye ja rhein hin aap be is form per anghota lagao tu aap ko be pase milin ge wo unparh our nabina tha us se anghota lagh wa kar regesterd office min us se chupke se khata le laya jab wo dunya se wafat pa ghe tu unone mare dada mare father our mare uncles per court min case kar daya ke inone hamre zamen per qabza kar laya ye zame humne ek lakh min le the jab whan koi b zamen nhi h hamara ghare jis ke malyet 50 lakh h kuch arse k baad mare dada be wafat pa ghin case ko 5 saal hoghein hi koi sugation do
1 Comment
Gull Hassan Khan
29/07/2018
W.SALAM !
Mery khial ma dosri party time jan bojh ker guzaar rahi ha k aap loog har maan lain .. cae apka simple ha , court ma asaanai sa sabit ho jaye gaa k fraud sa sign kraya giya agreement galt tha. lehaza wo cancel hoga.. ap logon na us ko cancel krwane ka dawa to kia ha na…?
jawab dawa ma bhi cancelation ma sakty thy.. bahr kaif ager aap jaldo khtam krwana chahty han to high court ma writ file karan, k day to day hearing ker k case khtam kia jaye….. high court ke direction per apka case 45 days ma khtam ho jaye ga.
Write a comment: