Question :

Meri sister ek one and half year SE hamrai Ghar Mai Hai.uski tabiyat Sahi nahi this is lyai hum usai Lai Thai.but jab ab SE us Ghar walai atai Hai per kisi na kisi baat per lar Kar chalai jatai us ka abhi ek baba bhu huwa Hai 3 months ka Hai .Jab SE ab tak unho ne ek rupai tak kharcha nahi Kya meri sis par na hi bachai par .Woh log Meri sister ko khanai pee pabandi.us per ilzaam lagai .Evan jab woh hamrai yaha ae to uska zewar bagai ijazat chori karlya.
Hum chahtai talaaq na ho shor us k or bachai k ab tak wajabaat dai ,sona wapis karai .Or sis ko Meri alag Ghar laikar us Mai rakhai.
Sona or monthly 5000 narazgi k soorat Mai monthly nikah namai likha Hai.
Need ur advice k case hoga ya notice bheja jayai ga?

Answer:

  1. file a case for maintenance of child and wife along with recovery of dowry articles etc before family court.

Write a comment: